Aaj bhi me karta nahi baat zyada
14 saal ki umar pe, chuna raasta tha
Mujhe judge kare jo janena meri dastan ka par
Abhi bhi pen hai garam, jaise kal mera pasta tha
Haanfta tha mic pe, ab saans bhi ni leta
Jo hate kare mujhe, unhe ghaans bhi ni deta
Abhi toh chote pura andaaz bhi