Recently mera laptop ko jab me mobile data ke sath wifi ke through connect kar raha hu tab automatically bahut jyada data consume kar raha hai
Mera 1 gb data 5 min me khatam ho gya😔
Mene auto update, onedrivebackup sab kuch band kar diya fir bhi data le raha hai😡
Any solution?