Hum toh star chodkar dusre ke pass chale gaye .Ab yeah naya wala kai hoga pata nahi . Uppar wale ki krupa hai ab tak . Chust rahe ,kush rahe , khane pine pe dhyan de ,thoda sa excercise ho , Jeevan sukmai rahe .Baki Vishwa Guru ki haath hai , kuch bhi hosakta hai